Wednesday, April 28, 2010

ehsaan itna tu kar de

Ehsaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
tere bina jee na sakoonga,
milke ye tujhse keh na sakoonga
ehsaan itna sa kar de
muhje phir tanha sa kar de

Tera mera ye naata kyun toota
Tera mera ye pyaar kyun rootha
Aadhi baatein adhoori raatein
Reh gayi tere bina
Tera mera ye naata kyun toota
Tera mera ye pyaar kyun rootha
Aadhi baatein adhoori raatein
Reh gayi tere bina

Tanhaiyaan seh na sakunga
Tere bina jee na sakunga
Ehsaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Ho ho ho..
Ho ho ho..

Tu nahi raha teri yaad reh gayi
Palko mein teri aas reh gayi
Koi to hoga bahana bata
Tujhko bhula dene ka
Tu nahi raha teri yaad reh gayi
Palko mein meri teri aas reh gayi
Koi to hoga bahana bata
Tujhko bhula dene ka

Tanhaiyaan seh na sakunga
Tere bina jee na sakunga
Ehsaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Ehsaan itna sa kar de
Ehsaan tanha sa kar de

No comments:

Post a Comment